Sunday, December 24, 2006

Shaping destiny

Ek patthar ki tasveer badal sakti hai
shart yeh hai ki saleeqey se sanwaara jaaye
-- Jigar Muradabadi

Baar-e-duniya mein raho, ghamzada ya shaad raho,
aisa kuchch karke chalo yaan, ki bahut yaad raho

No comments: